Rasiya Lyrics



Rasiya


Mera darpan ankhiyan teri
Tujhko tarse ratiyan meri
Jeena mujhko raas aane laga
Jabse chehkee batiyaan teri

Jogan tera maara rasiya
Jag jeeta dil hara rasiya
Pag tere chaubaare thehre
Sadke main banjaara rasiya

Rasiya aa….
Yeh tera huya
Tune jiya moh liya
Rasiya aa….
Ne tera hai joh wahi
Tujhe saunp diya

Rasiya….

Mera sarmaaya hain tu
Tera sarmaaya hoon main
Aaja mujhe seench de
Murjhaaya hoon main

Jaise mera daman hai tu
Aur teri chhaaya hoon main
Tabhi tera baavra
Kehlaaya hun main

Teri baahon mein ho ke
Lagta hai ke zamee pe
Jannat sachh mein agar kahin hai

Yahin hai

Ban kar tera yaara rasiya
Soche naa dobara rasiya
Pag tere chaubaare thehre
Sadke main banjaara rasiya

Rasiya aa aa aa
Yeh tera huya
Tune jiya moh liya
Rasiya aa aa aa
Ne tera hai joh wahi
Tujhe saunp diya

Check Arijit Singh New Song Below


 

Post a Comment

0 Comments