MANN MEIN HALCHAL LYRICS


MANN MEIN HALCHAL LYRICS


Sun rahi jo dhun kahin
Gum tujhi mein to nahi
Khud se jo na kahi baat sun
Aayine mein chhupe raaz sun

Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hai
Din jo gaya dhal
To kya saari raat baaki hai

Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hai
Din jo gaya dhal
To kya saari raat baaki hai

Aasman hai pukaare
Khwahishein hai gubbare uddne de
Le chalenge tujhe saath sun
Rokna khud ko tu aaj sun

Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hai
Din jo gaya dhal
To kya saari raat baaki hai

Mann mein halchal
Khud se mulaqaat baaki hai
Din jo gaya dhal
To kya saari raat baaki hai

 

Post a Comment

0 Comments