Mustafa Jaan E Rehmat Lyrics

Mustafa Jaan E Rehmat Lyrics
Lakhon salaam, lakhon salaam
Lakhon salaam, lakhon salaam

Mustafa jaan e rehmat pe lakhon salaam
Shama e bazam e hidayat pe lakhon salaam

Hum gareebon ke aaka pe behad darood
Hum gareebon ke aaqa pe behad darood
Hum fakeeron ki sarvat pe lakhon salaam
Shama e bazam e hidayat pe lakhon salaam

Lakhon salaam, lakhon salaam

Shehar-e-yor-e-iram tazdar e haram
Shehar-e-yor-e-iram tazdar e haram
No bahaar-e-shifat pe lakhon salaam
Mustafa jaan e rehmat pe lakhon salaam
Shama e bazam e hidayat pe lakhon salaam

Uski baaton ki lazat pe lakhon darood
Uski baaton ki lajjat pe lakhon darood
Uske khutbe ki hyebat pe lakhon salaam
Mustafa jaan e rehmat pe lakhon salaam

Lakhon salaam, lakhon salaam

Arshta farsh hai jiske zayr-e-nagin
Arshta farsh hai jiske zayr-e-nagin
Uski ki kahe riyasat pe lakhon salaam
Mustafa jaan e rehmat pe lakhon salaam

Mehar-e-charkhe naboat pe roshan darood
Mehar-e-charkhe nabuat pe roshan darood
Gul-e-bag-e-risalat pe lakhon salaam
Mustafa jaan e rehmat pe lakhon salaam
Shama e bazam e hidayat pe lakhon salaam

Aslaam ya rehmat talill alamin
Aslaam-e-sabz gumbad ke makeen
Ya ilahi wasta zikar-e-rasool
Yeh salam-e-ajizana ho qubool

Written by:




Post a Comment

0 Comments