Tujhe Dekha To - Lyrics




Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to yeh jana sanam Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Ab yahan se kahan jaayein hum Teri baahon mein mar jaayein hum Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Ab yahan se kahan jaayein hum Teri baahon mein mar jaayein hum Tujhe dekha to yeh jana sanam Aankhein meri, sapne tere Dil mera, yaadein teri Ho mera hai kya la la la Sab kuchh tera la la la Jaan teri, saansein teri Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye Muskurane lage saare gham Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Ab yahan se kahan jaayein hum Teri baahon mein mar jaayein hum Tujhe dekha to yeh jana sanam Yeh dil kahin lagta nahin Kya kahoon, main kya karoon Haan tu saamne la la la Baithi rahe la la la Main tujhe dekha karoon Tune aawaz di dekh main aa gayi Pyar se hai badi kya kasam Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Tujhe dekha to yeh jana sanam Pyar hota hai deewana sanam Ab yahan se kahan jaayein hum Teri baahon mein mar jaayein hum Teri baahon mein mar jaayein hum

Post a Comment

0 Comments