Sawan Mein Lag Gayi Aag Lyrics - Mohsin Shaikh,Payal Dev






Sawan Mein Lag Gayi Aag Song Detail
Film/Album: Ginny Weds Sunny
Lyrics by: Mohsin Shaikh, Payal Dev
Singer: Badshah, Neha Kakkar, Mika Singh
Composer: Payal Dev

Lyrics

Doodh ubaaloge
Doodh ubaaloge to jhaag lagegi
Aur jo sawan mein aise nachogi
To aag lagegi
Aag lagegi aag lagegi

Haye pataka main
Bomb ka dhamaka main
Nazrein karari meri

Dil pe dalun daka main
Oye hoye hoye hoye

Haye 100 aage 200 pichhe
Chhup chhup ke photo khinche
Dekhun jo main palat
Inpe bijlee gir jaaye re

Social media pe charche bade hain
Bachche kya boodhe


Mere pichhe pade hain

Ho sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye
Sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye

Ho sunn aye haseena pagal diwani
Ho sunn aye haseena pagal diwani
Aaj na soya saari
Aaj na soya saari
Aaj na soya saari raat
Dil mera haye

Sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye

Tujhko dekha jabda mera
Floor par jaa gira
Dilli mein toone thumka lagaya
Shake ho gaya Agra
Mujhse jo tu milne aayi
Colony mein baat phail gayi
Lal dress jo daal ke nikli
Gudgawan tak aag phail gayi

Ek bhi launda la chhorne ki
Toone kasam si kha rakhi hai
Ladkon ki life pe poori
Pakad bana rakhi hai

Tiktok pe duniya toone
Pichhe laga rakhi hai
Kasar na chhodi toone koyi
Bhasad macha rakhi hai raani
Bhasad macha rakhi hai

Ho gajra laga ke aayi
Kes mein haye kes mein
Aashik hain jaane kitne
Race mein haye race mein

Ho gajra laga ke aayi
Kes mein haye kes mein
Aashik hain jaane kitne
Race mein haye race mein

Jaana hai kis pardes mein
Haye des mein
Teri jawani jaise jalta heater hai
Jal na jaaye koyi mujhko fikar hai

Ho na jaye koyi
Ho na jaye koyi
Ho na jaye gandi baat
Dil mera haaye

Ho sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye

Sunn oh kameene pagal deewane
Sunn oh kameene pagal deewane
Sone na doongi saari
Sone na doongi saari
Sone na doongi saari raat
Dil mera haye

Sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye
Ho sawan mein lag gayi aag
Dil mera haye






Post a Comment

0 Comments