Tum Kahaan The"(from "Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha" soundtrack)

Tum Kahaan The"(from "Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha" soundtrack)


Ek haseena thi ek deewana tha
Kya kahoon tum se kya zamana tha
Har jagaah to ye afsana tha
Ek haseena thi ek deewana tha

Jab tuta tha tum se rootha tha
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan

Aansoo peete the tanhaa phirte the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan

Khamosh ho gaya tha mera ye jahaan
Us waqt hamsafar the jaane tum kahaan
Kaise bayaan karoon apni mazbooriya
Ek lamha mein huye milon ki dooriyan

Jab tumko diya mera saath tha
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan

Duniya ki bheer mein, main tanha reh gaya
Kyun khwaab aankhon ka, ashqon mein beh gaya
Kyun chup hai ye zameen, kyun chup hai aasmaan
Hum paas rehke bhi, hum paas hain kahaan
Jab jee karta tha tumse milne ko

Tum kahaan the, tum kahaan the...
Tum kahaan the, tum kahaan the...

Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan the
Tum kahaan the..kahaan the..kahaan

Tum kahaan the, tum kahaan the...
Tum kahaan the, tum kahaan the...

Post a Comment

0 Comments