"Nain"(from "Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha" soundtrack)

Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke
Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke

Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain
Tere do nain, tere do nain...

Ehsaas bhi hai kya tujhko meri deewangi ka
Tere hi dam se mujhe mein hai ye rang aashiqi ka
Ye ishq rog dil ka hai kehta zamana sara
Is raah ko chuna jisne woh jeet ke bhi haara

Jeet ho yaa haar ho ab to chal pade kadam
Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum
Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain
Tere do nain, tere do nain...

Is dil ki bas ye khwahish thi apna bana loon tujhko
Aisa karam huaa rab ka tum mil gayi hai mujhko
Sapno mein reh ke jeena kyun ab tak mujhe na aaya
Na jaane kaise kab kis din tune ye dil churaya

Teri mushkurahate aur ye teri adda
Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa
Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain
Tere do nain, tere do nain...

Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke
Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke
Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain
Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain
Tere do nain, tere do nain...

Post a Comment

0 Comments