Aage Chal
Aage Chal Lyrics: The Hip-Hop song is sung, composed and written by Raftaar, and has music produced by Saurabh Lokhande. The music video of the song is directed by Ankit Dahiya featuring Indian rapper Raftaar
Singer_Raftaar
Lyricist_Raftaar
Music_Saurabh Lokhande
DirectorfAnkit Dahiya
Raftaar!
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
(Raftaar!)
Woh bole mujhe thoda aage badh (aage badh)
Sann 1988, November 16
Kisi ko thi na khabar zara si
Ke aaya duniya mein ek kalakaar
Jo banega star desi hip-hop ki zubaani
Zalzala tufaani jo labzon mein Tsunami
Jo ladd gaya zamaane se ban gaya kahani
(Oaah)
Hua sab kuch jaisa maine socha
Adhi mehnat aadhi rehmat thi Khuda ki
Paaon rehte zameen par
Par meri aankhein aasmaan pe
Ki karoon usey haansil
Suna sabko banaya par khud ka
Sikha nahi tha rukna
Tabhi bana main kaabil
Pagal hua jab suna maine rap kisi dost ki wajah se
Aaj use mera thank you
Bana zariya kamaaya bhara pet maine
Logo ki pasand mein bhi hua phir shamil
Qaatil bulaate mujhe yaar mere
Kara nahi rap maine kabhi ban'ne ke liye cool
Yaar dost aaj bhi wahi
Jo the dusri mein saath mere
Tab Sachdeva tha school
Gucci, Versace, Prada, Zara sab
Par kabhi kabhi pehnu main shirt 200 waali
Taaki apni aukaat aur uss shuruaat ko
Ghalti se jaaun na main bhool
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Aage chal..
Woh bole aage badh..
Aage badh..
Bade sapne dekhe raat din jo
Aisi aulaad mili mere maa baap ko
Pet kaata apna diya jo tha bas ka
Poora kiya mere har chhote mote khwaab ko
Aaj toh hain khush kehte hai kuch kar gaya
Kaise main chukaaun ab unke hisaab ko
Mili jannat mujhe mare bina dharti pe
Beta nahi pala paala ek saihlaab ko
Chalo band karta hu aisi baatein
Maine hawa mein faila di thodi seriousness
Aise gaane hi karunga promote
Kharchunga yahi note chaahe views aaye less
Haan yes, yahaan gandh jaada bikta hai
Jhooth yahan hit hai
Sach nahi dikhta hai
Kaun hit kitna hai kaisa hai
Kisi ko samajh nahi
Sabko hi waisa hi dikhna hai jinka hai
Kuch aisa hi plan karo jaan ke
Main sab kaam nakli hoon jad se mitane wala
Kehte hain mujhe rap karo slow ye lo
Agli baar main dheere nahi gaane wala
Karun mann ki lo photo mere tan ki
Mujhse jaada sanki nahi hai tera star
Woh sky high main antrikash paar
Siyahi de gawahi kalamkaar Raftaar #RAA
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Kalam hi dharam hai karni sharam na
Zakham zakham lagte merham na
Sakan lagan dukhti tapan na
Sagan sagan badhti rakam aa
Kalam dharam hai karni sharam na
Zakham zakham lagte merham na
Sakan lagan dukhti tapan na
Sagan sagan badhti rakam aa
Woh bole mujhe thoda aage chal!
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
(Raftaar!)
Woh bole mujhe thoda aage badh (aage badh)
Sann 1988, November 16
Kisi ko thi na khabar zara si
Ke aaya duniya mein ek kalakaar
Jo banega star desi hip-hop ki zubaani
Zalzala tufaani jo labzon mein Tsunami
Jo ladd gaya zamaane se ban gaya kahani
(Oaah)
Hua sab kuch jaisa maine socha
Adhi mehnat aadhi rehmat thi Khuda ki
Paaon rehte zameen par
Par meri aankhein aasmaan pe
Ki karoon usey haansil
Suna sabko banaya par khud ka
Sikha nahi tha rukna
Tabhi bana main kaabil
Pagal hua jab suna maine rap kisi dost ki wajah se
Aaj use mera thank you
Bana zariya kamaaya bhara pet maine
Logo ki pasand mein bhi hua phir shamil
Qaatil bulaate mujhe yaar mere
Kara nahi rap maine kabhi ban'ne ke liye cool
Yaar dost aaj bhi wahi
Jo the dusri mein saath mere
Tab Sachdeva tha school
Gucci, Versace, Prada, Zara sab
Par kabhi kabhi pehnu main shirt 200 waali
Taaki apni aukaat aur uss shuruaat ko
Ghalti se jaaun na main bhool
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Aage chal..
Woh bole aage badh..
Aage badh..
Bade sapne dekhe raat din jo
Aisi aulaad mili mere maa baap ko
Pet kaata apna diya jo tha bas ka
Poora kiya mere har chhote mote khwaab ko
Aaj toh hain khush kehte hai kuch kar gaya
Kaise main chukaaun ab unke hisaab ko
Mili jannat mujhe mare bina dharti pe
Beta nahi pala paala ek saihlaab ko
Chalo band karta hu aisi baatein
Maine hawa mein faila di thodi seriousness
Aise gaane hi karunga promote
Kharchunga yahi note chaahe views aaye less
Haan yes, yahaan gandh jaada bikta hai
Jhooth yahan hit hai
Sach nahi dikhta hai
Kaun hit kitna hai kaisa hai
Kisi ko samajh nahi
Sabko hi waisa hi dikhna hai jinka hai
Kuch aisa hi plan karo jaan ke
Main sab kaam nakli hoon jad se mitane wala
Kehte hain mujhe rap karo slow ye lo
Agli baar main dheere nahi gaane wala
Karun mann ki lo photo mere tan ki
Mujhse jaada sanki nahi hai tera star
Woh sky high main antrikash paar
Siyahi de gawahi kalamkaar Raftaar #RAA
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage chal
Main aage chalta chala gaya
Woh bole mujhe thoda aage badh
Main aage badhta chala gaya
Kalam hi dharam hai karni sharam na
Zakham zakham lagte merham na
Sakan lagan dukhti tapan na
Sagan sagan badhti rakam aa
Kalam dharam hai karni sharam na
Zakham zakham lagte merham na
Sakan lagan dukhti tapan na
Sagan sagan badhti rakam aa
Woh bole mujhe thoda aage chal!
0 Comments